Skip to main content

Aaj ka Sabaq How to Search Aaj ka Sabq ? | Talaash kaise karey?

Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad  1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ●  Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq

Aaj ka Dars e QurAan Series mein 1111 Duruus/discourses mein
Mukammal QurAan ke e Tafseer karnewaley,
Aaj ka Sabaq series mein
* Sirat un Nabee صلی اللہ علیہ وسلم ke uunwaan/subject par 270 aSbaaq/lessons,
* Sirat e Ambiyaa عليه سلام  ke uunwaan/subject par 190 aSbaaq/lessons,
(total 270+190=460 lessons on Phophets pbuh)
* Fazail e Duruud ke uunwaan par 70 aSbaaq
* Huquq ul Ibaad (Human Rights) ke uunwaan par 500 aSbaaq,
Islaam Dunyaa mein Kaisey Failaa unwaan par 70 aSbaaq deney wale,
Aaj ka Dars e QuraAn, Aaj ke Masaeel ka Sabaq,
Aaj ka Wazeefaa aur Aaj ka Sabaq waley

Hazrat Mufti Asif Lajpuri Sahib db Ka 

Maah e Shawwaal ul Mukarram ka
Special Aaj ka Sabaq No.02


Maah e Shawwaal ul Mukarram ke 6 Rozeh ke Fazail wa Masail
Shawwaal ke 6 Rozeh Rakho aur Purey
Saal Rozeh Rakhne ka Sawaab Paao…!!




Hazrat AbuAyub Ansari  razi.  ki Riwaayat,
RasulALLAH صلی اللہ علیہ وسلم ka Farmaan :
“Jisne (purey) Rama’zaan Mahine ke (29/30) Rozeh rakhe uuske Baad, (maah e) Shawwal mey (bhi) 6 Nafil Rozeh rakhe toa uuska ye Amal Hamesha (pura saal) Rozah rakhne ke Barabur honga…"

Tashreeh :
• Ramazaan agar 29 din bhi ho toa Sawaab 30 Dino ka hi milta hai…
• Har Amal ka Badla KamazKam 10 Gunaa diya jaata hai is aitbaar se Rama’zaan ke 30 x 10 = 300 aur Shawwal ke 6 x 10 = 60 yaani 300+60 = 360 dino ka Sawaab milenga yaani Qamri saal (lunar year) 360 se kam dino ka hota hai matlab pura saal Rozah rakhne ka Sawaab milenga...
* Ek Saath 6 Rozeh rakhna Behtar toa hai lekin 2 Shawwaal (06 June 2019) se 29/30 Shawwaal (03/04 July 2019) tak koi bhee 6 Din Lagaataar ya alag alag Din bhee Rozey rakhey jaa sakte hai magar 28 Shawwaal (02 July 2019) tak 5 Rozeh Mukammal ho jaaney chahiye taake 6 tha Rozah 29 Shawwaal (03 July 2019) ko rakha ja sakey kyuke agar 29 Shawwaal (03 July 2019) ko Chaand ho gaya toa 6 Rozeh Mukammal Naheen honge...
Agar koi 6 June 2019 se 04 July 2019 tak 3 Rozeh koi bhee din rakhey aur 3 Rozeh 17-18-19 June 2019 ko Rakhey toa Shawwaal ke 6 Rozeh ke Sawaab ke saath saath Ayyaam e Beez ke 3 Rozey ka bhee Sawaab milenga saath hee Pir/MoonDay (17 June 2019) ke Sunnat Rozeh ka Sawaab bhee milenga in sha ALLAH Agar koi 17-18-19 June 2019 aur 3 Rozeh Rakhey aur in taareekho mein se koi bhee 3 din Rozey rakhey :-
6-10-13-20-24-27 June 2019 aur 01 July 2019 tao uusey Shawwaal ke 6 Rozeh ke Sawaab ke saath saath Ayyaam e Beez ke 3 Rozey ka bhee Sawaab milenga saath hee 3 Pir/MoonDay ya JumAaRaat/Thursday ke Sunnat Rozeh ka Sawaab bhee milenga in sha ALLAH

Comments

Popular posts from this blog

ChaandRaat kee SunnatDuAa Padh lijiye MangaĹ 16 June '26 ChaandRaat ki SunnatDuAa Padh lijiye Aaj Ka Sabaq Hazrat Mufti Asif Lajpuri Saahibدامت برکاتہم العالیہka Aaj Ka Sabaqआज क़ा सबक़آج کا سبق Aaj ka Sabaq https://www.aajkasabaq.com World No.1 Website for World No. 1 Aaj ka Sabaq Aaj Ka Dars e QurAan Aaj ka Wazeefa SpeciaL Aaj ka Sabaq by Hazrat Mufti Asif Lajpuri Saahib DB. Mail your Mobile Number to aajkasabaq.com@gmail.com or WhatsApp your Mobile Number to +918689845277 to Join Aaj ka Sabaq WhatsApp Group/BroadCast List.

Download  Audio SPECIAL AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAJPURI sb db Maah e Safar uuL MuzafFar  1449 ChaandRaat kee SunnatDuAa Baroz Budh-WednesDay 15 JULY 2026 ko Chaand Dekhkar yaa Chaand Nazar asne kaa Ailaan hotey hee ChaandRaat ke ye SunnayDuAa padhkar 100 Shaheedo kaa Sawaab haaseeL kijiye. اللَّهُمَّ أَهِلَّهُ عَلَيْنَا بِالْأَمْنِ وَالْإِيْمَانِ وَالسَّلَامَةِ وَالْإِسْلَامِ رَبِّي وَرَبُّكَ اللَّهُ هِلَالُ رُشْدٍ وَخَيْرٍ. ALLAHumma Ahillahu Alayna bil Amni wal Imaani WasSalaamati wal Islaami Rabbi wa Rabbu-KALLAHu Hilaa-lu Rushdiw wa Khayrin. અલ્લાહુમ્મ અહિલ્લહુ અલયના બિલ અમ્ની વલ ઇમાની વસ્સલામતી વલ ઇસ્લામી રબ્બિ વ રબ્બુકલ્લાહ હિલા-લુ રુશદિવ્વ ખયરિન. अल्लाहुम्म अहिल्लहु अलयना बिल् अम्नी वल इमानी वस्सलामति वल इस्लामि रब्बि व रब्बुकल्लाह हिला-लु रुशदिव्व खयरिन । Tarjamaa yaa ALLAH..ees Chaand ko humpar Amno-Amaan, Salaamati aur Islaam ke saath Tulu farmaa. aye Chaand...Tera aur Mera Rabb ek hi hai. aye ALLAH...(humarey liye) ye Hidaayat aur bhalaai wala Chaand ho. ...

Hazrat Mufti Asif Lajpuri Saahib دامتبرکاتkaa SpeciaL Aaj Ka Sabaq Mon 29 June '2026 se shuru Ayyaam e Beez ke3️⃣Rozeh (29-30 June '2026 -1 July '2026 ko) Rakhkar Ek Gaayab-Lupt-Vanished-Disappeared Sunnat ko Zindaah karke 1️⃣0️⃣0️⃣ Shaheedo kaa Sawaab haasiL kijiye...

a Download  Audio SPECIAL AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAJPURI sb db Maah e MuharRam uuL Haraam  1449 Ayyaam e Beez ke 3 Sunnat Rozeh Baroz MON.-TUE.-WED. 29-30 JUNE  '2026  aur 1 July '2026 ko Ayyaam e Beez ke 3 SunnatRozeh hein jismein PiR Momday kaa SunnatRozah bhee ShaamiL hein. * Nasaaee Shareef kee Hadees No. 2410 ke Mutabiq Har Mahiney Teen Rozeh rakhna Umar par Rozaah Rakhney Jaisaa hai !! * Hakim ul Uummat-Mujaddeed e Millat Hazrat Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh  ki Kitaab  Beheshti Zevar Safha Number 137 ke mutabiq ye Teen Rozho ka Sawaab Ek Saal ke Rozeh ke Barabur hai !! https://www.aajkasabaq.com/2019/06/no_0.html?m=1 Aaj ka Sabaq aajkasabaq.com

Aaj ka Sabaq How to Search Aaj ka Sabq ? | Talaash kaise karey?

Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad  1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ●  Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...