Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db KA
Maah e Maah e Shaabaan ul MuAzzam ka Special Aaj ka Sabaq No.02
AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db
Ayyaam e Beez ke Teen Sunnat Rozeh
+
15 vee Shaabaan ka Fazilat wala Rozah
Ek Saal ke Rozeh ka Sawaab
+ 15 Shaabaan kee Fazilat waley Rozeh ka bhee Sawaab
* Nasaaee Shareef kee Hadees No. 2410 ke Mutabiq Har Mahiney Teen Rozeh rakhna Umar par Rozaah Rakhney Jaisaa hai !!
* Hakim ul Uummat-Mujaddeed e Millat Hazrat Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh ki Kitaab Beheshti Zevar Safha Number 137 ke mutabiq ye Teen Rozho ka Sawaab Ek Saal ke Rozeh ke Barabur hai !!
Ayyaam e Beez ke Teen Sunnat Rozeh
13-14-15 Shaabaan ul MuAzzam 1440 Mutabiq
19-20-21 April 2019
JumAa-ShaneeChar-Etwaar
FriDay-SaturDay-SunDay
ko hai yaani en Ayyam e Beez ke Teen Sunnat Rozho mein 15 Shaabaan kee Fazilat wala Rozah bhee Shameel hai yaani
Double Bonanzaa !!

Comments
Post a Comment