Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db KA
Maah e Rabee ul AwwaL ka Special Aaj ka Sabaq No.04
AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db
Sunnat e HabiburRahmaan صلی اللہ علیہ وسلم
Iraan kee Fataah ke baad Hazrat Huzaifaa razi. Iraan tashreef laaye....Khaana Khaatey Waqt chaawal ka dana gir gaya...Hazrat Huzaifaa razi. ne Daaney ko uuthaakar saaf karke khaa liya....saath mein baithe hue ek sahib ne uunko kaan mein dhirey se kaha ke yaha ke gair Imaanee log esko maayuub (aeb/misManner) samajhtey hai toa uunhone ye Aashiqaanaah Jawaab diya :
Inn Ahmaqo ke liye Kiya mai Apney Habib صلی اللہ علیہ وسلم kee Sunnat ko tarq kar du ???
Inn Ahmaqo ke liye Kiya mai Apney Habib صلی اللہ علیہ وسلم kee Sunnat ko tarq kar du ???
Soochaa Kabhee ??
Humaarey DastarKhaano mein toa Aaj bhee Ahmaqo ka Tareeqaah hee chalta hai Naa ??

Comments
Post a Comment