Skip to main content

Aaj ka Sabaq How to Search Aaj ka Sabq ? | Talaash kaise karey?

Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad  1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ●  Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...

Aaj ka Sabaq

No.1 Website for Aaj ka Sabaq | HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db KA
Maah e ZilQad  ka Special Aaj ka Sabaq No.02



AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db


Maah e ZilQad  ka Special Aaj ka Sabaq No.02


Ayyaam e Beez ke Teen Sunnat Rozeh

Gujaraat aur Dusrey 2-3 Subey/States kee Hilaal/Chaand Committee ke Mutabiq Ayyam e Beez ke 3 Sunnat Rozey

JumAaRaat-JumAa-Shaneechar
Thursday- Friday-Saturday
26-27-28 July 2018
ko hai aur

Mumbai-Maharashtra aur Dusrey Subey/States kee Hilaal/Chaand Committee ke Mutabiq Ayyam e Beez ke 3 Sunnat Rozey

JumAa-Shaneechar-Etwaar
Friday-Saturday-Sunday
27-28-29 July 2018

ko hai lihaazaa Apney Elaakey/ Location se muTaaleeq/Related Hilaal/Chaand Committee ke mutabiq 3 Rozeh rakhey ya

26-27-28-29 July 2018 ko 4 Rozeh rakh lijiye taakey Aapko JumAaRaat ke Sunnat Rozey ka bhee Sawaab mil jaayenga !

Comments