Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq
Aaj ka Sabaq Series mein
* Sirat un Nabee ﷺ ke uunwaan (subject) par 270 aSbaaq (lessons),
* Fazail e Duruud ke uunwaan par
70 aSbaaq
* Huquq ul Ibaad (Human Rights) ke uunwaan par 500 aSbaaq deney wale
Aaj ka Dars e QuraAn, Aaj ke Masaeel ka Sabaq,
Aaj ka Wazeefaa aur Aaj ka Sabaq waley
Hazrat Mufti Asif Lajpuri Sahib db Ka
“Jisne (purey) Rama’zaan Mahine ke (29/30) Rozeh rakhe uuske Baad, (maah e) Shawwal mey (bhi) 6 Nafil Rozeh rakhe toa uuska ye Amal Hamesha (pura saal) Rozah rakhne ke Barabur honga…"
(baHawaala Muslim Shareef)
* Sirat un Nabee ﷺ ke uunwaan (subject) par 270 aSbaaq (lessons),
* Fazail e Duruud ke uunwaan par
70 aSbaaq
* Huquq ul Ibaad (Human Rights) ke uunwaan par 500 aSbaaq deney wale
Aaj ka Dars e QuraAn, Aaj ke Masaeel ka Sabaq,
Aaj ka Wazeefaa aur Aaj ka Sabaq waley
Hazrat Mufti Asif Lajpuri Sahib db Ka
Maah e Shawwaal ul Mukarram ka
Special Aaj ka Sabaq No.02
Maah e Shawwaal ul Mukarram ke 6 Rozeh ke Fazail wa Masail
Shawwaal ke 6 Rozeh Rakho aur Purey
Saal Rozeh Rakhne ka Sawaab Paao…!!
Hazrat AbuAyub Ansari razi. ki Riwaayat,
RasulALLAH صلی اللہ علیہ وسلم ka Farmaan :“Jisne (purey) Rama’zaan Mahine ke (29/30) Rozeh rakhe uuske Baad, (maah e) Shawwal mey (bhi) 6 Nafil Rozeh rakhe toa uuska ye Amal Hamesha (pura saal) Rozah rakhne ke Barabur honga…"
(baHawaala Muslim Shareef)
Tashreeh :
• Ramazaan agar 29 din bhi ho toa Sawaab 30 Dino ka hi milta hai…
• Har Amal ka Badla KamazKam 10 Gunaa diya jaata hai is aitbaar se Rama’zaan ke 30 x 10 = 300 aur Shawwal ke 6 x 10 = 60 yaani 300+60 = 360 dino ka Sawaab milenga yaani Qamri saal (lunar year) 360 se kam dino ka hota hai matlab pura saal Rozah rakhne ka Sawaab milenga...
* Ek Saath 6 Rozeh rakhna Behtar toa hai lekin 2 Shawwaal se 29/30 Shawwaal tak koi bhee 6 Din Lagaataar ya Alag alag Din rakhey jaa sakte hai...28 Shawwaal tak 5 Rozeh Mukammal ho jaaney chahiye taake 6 tha Rozah 29 Shawwaal ko rakha ja sakey kyuke agar 29 Shawwaal ko Chaand ho gaya toa 6 Rozeh Mukammal Naheen honge...

Comments
Post a Comment