Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq
Aaj ka Sabaq Series mein Huquq ul Ibaad-Human Rights ke uunwaan-Subject par 500 aSbaaq aur Fazail e Duruud ke uunwaan-Subject par 70 aSbaaq deney wale Aaj ka Dars e QuraAn, Aaj ke Masaeel ka Sabaq, Aaj ka Wazeefaa aur Aaj ka Sabaq waley
Hazrat Mufti Asif Lajpuri Sahib db Ka
Hazrat Mufti Asif Lajpuri Sahib db Ka
Maah e Rabi ul Awwal ka Special Special Aaj ka Sabaq No.02
Download Audio
Deen ke Naam par Nafs Parashtee
Surah (No.21) Ambiya Aayat No. 107 (21:107)
Mafhumi Tarjuma : aur Nahin Bheja Hum (ALLAH) ne Aap RasuluLLAH صلی اللہ علیہ وسلم ) ko magar Rahmat Banake saarey Aalam ke liye...
Maah e Rabi ul Awwal chal raha hai...har koi Jaanta aur Maanta hai ke esee Maah e Rabi ul Awwal mein RasuluLLAH صلی اللہ علیہ وسلم Dunya mein Tashreef laaye aur esee Maah e Rabi ul awwal mein Dunya se Ruksat hokar Mazaar (qabr) e Aqdas mein Tashreef le gaye thai...yaani Ek Taraf Khushi thee/hai aur Dusri Taraf Gham bhi tha/hai...
Deen e Islaam mein kisi ko bhi Yawm ul Wilaadat (Birth Day/Anniversary) Ya Yawm ul Wisaal (Death Anniversary) Manane ki Ijaazat Nahin hai esee liye RasuluLLAH صلی اللہ علیہ وسلم ne kabhi bhi eska Atemaam Nahin kiya aur Baad mein bhi Chaaro Khulfa e Raashedeen aur Tamaam Sahaaba e Kiraam rizwn. ne bhi Naa esko manaya aur Naa eska Hukm diya tha lekin Afsoos Aaj Uummat mein Nafs ki Rizaa ke liye Deen ke Naam par Nafs Parashtish ho rahi hai...
Sochoo..Ponder...
Ek sawaal : Misaal ke Taur par Kisi ke Bachhey ki Wilaadat (Birth) yaani Dunya mein Aamad aur Wisaal (Departure) yaani Aalam e Barzakh (Qabr) ki taraf Ruksati 5 JANUARY ko hi hue ho toa wo har 5 JANUARY Khushi-Yawm ul Wilaadat (Birth Day) Manayenga ya Gham-Yawm ul Wisaal (death annivarsary) Manayenga ??

Comments
Post a Comment