Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 697_MAL |
Fazail e Duruud | Hissa/Part -67
Tamaam Jaiz Muraad-Tamannaah Puree karney ka
Peeraaney Peer Shaikh Abd ul Qaadeer Jilaanee rh
ka batlaayaa hua Anmool Duruud Shareef
Peeraaney Peer Shaikh Abd ul Qaadeer Jilaanee rh Farmaatey they ke Meree Saaree Tamannaah ALLAH ne es Duruud kee Barkat se Puree kee hai :-
Mavlaa Yaa Salli wa Sallim Daaiman Abadan,
Alaa Habeebika Khairil-Khalqi Kullihimee...
Muhammadun Sayyidul Kaunaini was Saqalain
wal Fareeqaini min Urbiw wa min Ajamee.
(Deewaan us Saaliheen)

Comments
Post a Comment