Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 692_MAL |
Fazail e Duruud | Hissa/Part -62
Mavt se Pehley Khwaab ke zariye
Jannat mein Apney Maqaam ka Didaar Karney ka
Anmool Duruud Shareef
Rozaanaa KamazKam Ek Martaba ye Duruud Shareef Padhney wale ko Mavt se Pehley Khwaab ke zariye Jannat mein milney wale uuskey Maqaam (Destination) ka Didaar Karayaa jaayenga...in sha ALLAH
ALLAHummaa Salli Alaa Muhammadiw
wa Alaa aali Muhammadin
Alfa Alfa Mar-Rah
(Tohfa e sulaymaanee)

Comments
Post a Comment