Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 695_MAL |
Fazail e Duruud | Hissa/Part -65
Kaaroobaar-Bussiness mein
Gaybee Taraqqee-Progress
Haaseel karney ka
Anmool Duruud Shareef
Bahr ul Uuluum Allaamaah Hazrat Mavlaanaa Anwar Shah Kashmiri rh Farmaatey they ke jo koi Rozaana 2 Rakaat Sallat ul Haazaat padhkar 3 ya 11 ya 21 ya 100 ya Ziyaadaah Martaba ye Duruud Shareef Padhengaa toa in sha ALLAH uusey Dekhtey hee Dekhtey uuska Chhotaa Kaaroobaar Badaa ho jaayenga...Karoobaar mein Aisee GaybeeTaraqqee Haaseel hongee jiska uusney Gumaan bhee naheen kiya hongaa...Log Hairaan ho Jaayenge...
ALLAHummaa Salli Alaa Muhammadiw wa Alaa Aali
Muhammadin Afzala Salawaatika bi Adadi
Ma'Luumaatika wa Baarik wa Sallim alayh.
(Ganjin-e-Asraar)

Comments
Post a Comment