Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 666_MAL |
Fazail e Duruud | Hissa/Part -36
Duruud Shareef kee Barkat se Bada Maqaam haaseel hua !!
Shaikh ul MaShaaeekh Hazrat Shiblee rh ko RasuluLLAH صلی اللہ علیہ وسلم ke Darbaar mein Badaa Maqaam esliye haaseel hua tha Kyuke Shaikh ul MaShaaeekh Hazrat Shiblee rh har Namaaz ke Baad :
لَقَدْ جَاءَكُمْ رَسُولٌ مِّنْ أَنفُسِكُمْ عَزِيزٌ عَلَيْه
ِ مَا عَنِتُّمْ حَرِيصٌ عَلَيْكُم بِالْمُؤْمِنِينَ رَءُوفٌ رَّحِيمٌ
~ Surah (No.09) Tavbaah, Aayaat No.128 | 09:128
Padhkar 3 Martabaa Duruud Padhtey they....
(Hawaala/Ref. Allamaah Sakhaawee rh ki MashHur Kitaab : Qaul ul Badee fisSalaatee Alal Habeebeeh Shafeeyaah)
Nukta...Point...
RasuluLLAH صلی اللہ علیہ وسلم par Kasrat se Duruud bhejna chaahiye... ho sakta hai humey bhee koi Maqaam haaseel ho jaaye...

Comments
Post a Comment