Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 679_MAL |
Fazail e Duruud | Hissa/Part -49
Awaam mein BePanaah Maqbuuliyat Paaney ke liye, Jaiz Niyyat se Logon ko Taabey/Qaabu mein karney ke liye - JaizVansheeKaran karney ke liye, Interview mein Kaamyaabi haaseel karney ke liye aur Badey logon se Apnaa Kaam karwaaney ke liye MujarRab Duruud
ALLAHumma Salli Alaa Muhammadin Salatam
Maqrunatam Bi ZikriHi,
ALLAHumma Salli Alaa Muhammadin Salatan
JaamiAtam Bay'na Fa-Ra-Hi-Hee wa SururiHee,
ALLAHumma Salli Alaa Muhammadin Salatam
Muhi-ta-Tam Bi-TavriHee wa SavriHee,
ALLAHumma Salli Alaa Muhammadin Salatam
Munawwi-Ratal li Qulubi SuduriHee,
ALLAHumma Salli Alaa Muhammadin Salatan
Shaari-Hatal Li ManquhiHee Fi MasturiHee, wa Salli
Aala Jamee-ee EkhwaaniHee Minal Ambiyaa-ee wal
Avliyaa-ee Bi Aadadi UuburiHee wa MuRuRiHee
Bayanal Maaee wa TahuriHee wanNuuri wa ZuhuriHee
wal Haqqi wa UumuriHee.
Nuskhe :
1) Maqbuliyat/Izzat ke liye Rozaana 3 Martaba padhney ka Maamul bana lijiye....
2) Interview mein Kaamyaabi ke liye ya Chhotey-Badey Kaam karwaaney ke liye Kaam kar sakey aisey Kaabil Badey Logon se Mulaaqaat se Pehle 11 Martaba padhkar Gulaab/Rose ke Ettar par Dum karke Ettar ko Chehrey par Masal dijiye....
3) Ghar ke ya Baahar ke Logon ko Jaiz Niyyat se Taabey/Qaabu mein karney yaanee Jaiz VansheeKaran ke liye 11 Martaba padhkar Gulaab/Rose ke Ettar par Dum karke Ettar ko Chehrey par Masal dijiye....

Comments
Post a Comment