Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 680_MAL |
Fazail e Duruud | Hissa/Part -50
Khetee (farming) mein Barkat-Hifaazat ke liye aur Har Qism kee Khaney kee Cheez kee Hifaazat aur Bimaareeyon se Hifaazat ka
BaaBarkat Duruud Shareef
Har Namaaz ke Baad 21 Martaba ye Duruud Shareef
padhkar DuAa kijiye....
Khetee Lagaaney se Pehle 1414 Martaba ye Duruud Shareef padhkar Paanee par Dum kijiye aur Khet mein Paanee ka Chhidkaav kijiye....
ALLAHumma Salli Ala Muhammadim
Bi-Aadadi Avraaqil Ashjaari,
wa Bi-Aadadi Aq-taaril Am-taari,
wa Bi-Aadadi Dawaabbil Baraaree wal Bihaari,
wa Alaa Aalihi wa Sahbihi wa Sallim.

Comments
Post a Comment