Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 670_MAL |
Fazail e Duruud | Hissa/Part -40
Kasrat e Duruud kee Barkat se Hazrat Khizar a.s. se Mulaaqaat ka Sharf Haaseel hua aur gaybee Madad haaseel hue !!
Nuzhat un Basaateen mein Likhaa hai ke Hazrat EbRaaheem Khawaas rh ko Halat e Safar mein Sheddat e Piyaas kee wajeh se Gir Padhey...Achaanak Ek KhubSurat Mard ne uunke Chehrey par Paanee Chheedka aur Paanee Pilaayaa aur Apney Saath Safar mein chalney kaha...Jab Madinaa Pahochey toa Hazrat EbRaaheem Khawaas rh ko kaha ke Mazaar e Aqdas jaaker RasuluLLAAH صلی اللہ علیہ وسلم se kahna Aapkey Bhai Khizar ne Aapko Salaam bhejaa hai !!
Gaybee Madad...
Kasrat se Duruud bhejney waley ko aisee Gaybee Madad haaseel hotee hai jiska uusney kabhee Gumaan bhee Naheen kiya !!
Gaybee Madad...
Kasrat se Duruud bhejney waley ko aisee Gaybee Madad haaseel hotee hai jiska uusney kabhee Gumaan bhee Naheen kiya !!

Comments
Post a Comment