Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 686_MAL |
Fazail e Duruud | Hissa/Part -56
Tamaam Qism ka Rukaa huaa Kaam
Tatkaal - Jald - PhataaPhat
Mukammal Karney ka
Aasaan MujarRab Duruud
ALLAHumma Salli Alaa Muhammadin
Kama Hu-Wa Ahluhuu wa Mustahiqquhuu
Nuskhaa :
Aadhee Raat ko Taazaa Wuzu karke Qiblaah Rukh :
* 1000 Martaba Mukammal Bismillaah ke saath ye Duruud Shareef padhe....
* 1000 Martaba Laa Elaah il lal LAAH padhkar RoRokar DuAa maangeeye...Bahoot Jald Kaam ho jaayenga
in Shaa ALLAH
Note : Laa Elaah il lal LAAH Padhtey Waqt Thodi Thodi der se Muhammadur RasululLAAH صلی اللہ علیہ وسلم bhee Padhiye...

Comments
Post a Comment