Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 665_MAL |
Fazail e Duruud | Hissa/Part -35
Duruud Shareef
Pain Killer bhee hai !!
Hazrat Abd ur Raheem rh Ibn e Abd ur Rahmaan rh RasuluLLAH صلی اللہ علیہ وسلم par kasrat se Duruud bhejaa kartey they...
Ek Martabaa Hazrat Abd ur Raheem rh Ibn e Abd ur Rahmaan rh GusalKhaaney (BathRoom) mein Haath ke Bal Geer gaye...Haath mein Sakht Darad (Pain) hone lagaa...Khwaab mein Didaar e RasuluLLAH صلی اللہ علیہ وسلم ka Sharf haaseel hua...Jab Neend se BeDaar hue toa Pata chala ke Darad jaataa raha aur haath ka waram bhee Gaayab ho gayaa !!
(Hawaala/Ref. Allamaah Sakhaawee rh ki MashHur Kitaab : Qaul ul Badee fisSalaatee Alal Habeebeeh Shafeeyaah)
Duruud Shareef Stress Buster bhee hai !!
DiL o Zubaan se RasuluLLAH صلی اللہ علیہ وسلم par Kasrat se Duruud bhejna Tamaam Fiqr o Museebat se Nijaat ka Sabab hai....!!

Comments
Post a Comment