Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db KA
Maah e ZilHijja ka Special Aaj ka Sabaq No.05
AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db
Mafhum e Hadees :
Jisney Dono Eidein (Eid ul Fitr/Rama'Zaan Eid aur Eid ul Azha/Bakraa Eid) kee (Pichhlee) Raaton mein Khaalees Azr o Sawaab kee Talab (Niyyat) par BeDaaree (Jaaghkar Ebaadat) kee uuska DiL uus Din Zindaah rahengaa jis (Qayaamat ke HoolNaak) Din Sab (logon) ke DiL (Khavf aur Dahshat se) Murdaah honge...
(Hazrat AbuUumaa razi./Ibn e Maajaa)
Mustahab Amal
Dono Eidein kee Raaton mein Tamaam raat Ebaadat karna, Nafley padhna, Mustahab hai...
(Fataawaah Mahmudiyaa Jild-2/335)
Lai La TuuL JaZaa - Inaam kee Raatey
Dono Eidein kee Raaton ko Lai La TuuL JaZaa yaanee Inaam kee Raat kaha jata hai yaanee ALLAH ke taraf se dono Raaton mein Inaam diya jata hai !!

Comments
Post a Comment