Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 605_MAL |
Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail
Hissa/Part No. 07
AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db
Rama'zaan Humaarey liye Rahmat ka Sabab hai ya Halaaqat ka ??
Maah e Rama'Zaan ul Mubaarak ka Pehla ashraah toa Guzar gaya....
alHumduLILLAH...Hum jab bhee RasuluLLAH صلی اللہ علیہ وسلم ka Naam Letey-Suntey hai tab Duruud o Salaam Zarur Bhejtey-Padhtey hai yaanee Hum RasuluLLAH صلی اللہ علیہ وسلم ke Aameen waalee Hazrat Jibrail a.s. kee Halaaqat kee 3 BadDuAao mein se Ek BadDuAa se Mahfuz hai....
....magar KYA KYA hum dusreee 2 BadDuAa se Mahfuz hai ??
* Kya Kya humne es Rama'Zaan mein MaaBaap se MuAafee maangkar uunke Saath Zindagee mein Kabhee bhee BadSuluukee Naheen karney ka Ahad karkey Apney Aap ko Nabwee Aameen waalee BadDuAa e Halaaqat se Mahfuz kar liya hai ??
* Kya Kya humne es Rama'Zaan mein Logon ke Huquq kee Adaaygee karke ya Huquq kee adaaygee kee Taaqat Naheen hone par Logon se MuAafee maangkar Apney Aap ko Nabwee Aameen waalee BadDuAa e Halaaqat se Mahfuz kar liya hai ??
AGAR JAWAAB HAA HAI TOA YE RAMA'ZAAN HAMAREY LIYE RAHMAT KA SABAB HAI WARNA YE RAMA'ZAAN HUMAAREY LIYE NABWEE AAMEEN WAALEE BADDUAA E HALAAQAT KA SABAB HAI !!!
Soocha Kabhee ??
Hum jab bhee RasuluLLAH صلی اللہ علیہ وسلم ka Naam Letey-Suntey hai tab Duruud o Salaam Zarur Bhejtey-Padhtey hai magar jab bhee Humey Humaarey Zindaah ya Marhum MaaBaap ka Khayaal aata hai tab Kya Kya Hum Aaj ka sabaq No. 587 mein Hazrat Mufti Asif Lajpuri sahib DB kee bataayee ye DuAa e QurAanee Padhtey hai ?? :-
Apney MaaBaap ke liye Surah Bani Israel (Surah No. 17) ki Ayaat No. 24 (17:24) ke zariye DuAa kiyaa karo :
Rabbir HumHumaa kama Rabba Yaani Sagheeraa.
Tarjama : aye Merey Rabb!, inn (merey MaaBaap) par aisaa Raham kar jaisa Inhone (MaaBaap ne) Mujhe Bachpan mey (Raham/pyaar se) paala hai !!
----------------------------------

RaDd e MudDaaee: Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raaey hai...
Disclaimer : Every effort has been taken to transcript the intact data from Audio of the Sabaq, and framing it in a Electronic Image of the Pamphlet, but further more it is recommended to listen the Audio of the particular Sabaq before or after acquiring scholarship by this Pamphlet..

Comments
Post a Comment