Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 571_MAL |
Avlaad kee islaah-03
AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db
Avlaad kee Islaah-03
Aapney LaaL ko Dozakh kee
LaaL Aag se Bachaaooooooo....
Kahee Aag lagee hue hai aur kisee ka Bachchaa Aag kee taraf jaa raha hai toa uus Bachchey ke MaaBaap sirf Bachchey ko Aawaaz dekar naheen rokenge balkee Bachchey ko Aag kee Ek Chingaaree bhee Naa chhue aisee Mukammal Koshish karenge aur koi bhee qeemat par uusey Bachchaa lenge...ye Naheen kahenge ke humne toa uusey Rokaa, Samjaayaa lekin wo Naheen maana toa hum kya karey??
Aksar log Apnee Avlaad ke mutaaliq ye hee ravaiyaa apnaatey hai ke Hum toa Roz hamarey Bachchey ko Nasihat kartey hai ke DeenDaar bano magar wo naheen maanta toa hum kya karey....???
Point...Nukta...
Kisee ka Bachchaa Padhaee barabur Naa karey ya Bada hone par Rozee haasil Naa karey toa MaaBaap barabar uusey BhalaBuraa kahkar, maarkar bhee uuskee islaah kartey hai magar jaha Deen kee baat aatee hai toa uunka ye Jumlaa hota hai :
Bahoot samjaaya merey LaaL ko ke Dozakh kee LaaL Aag se bachney kee Tayyaaree kar magar wo naheen maanta toa hum kya karey....???
----------------------------------

RaDd e MudDaaee: Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raaey hai...
Disclaimer : Every effort has been taken to transcript the intact data from Audio of the Sabaq, and framing it in a Electronic Image of the Pamphlet, but further more it is recommended to listen the Audio of the particular Sabaq before or after acquiring scholarship by this Pamphlet..

Comments
Post a Comment