Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
Aaj ka Special Sabaq No. MAL-AKSS-01
Chaandraat ki DuAa
Etwaar/Sunday 29 January 2017 ko
in sha ALLAH ChaandRaat hai,
Maghrib se Pehle ya Baad Chaand Dekhkar (ya bila dekhey) ye Nabwee DuAaee Padh lijiye :
(Chaand dekhna mumkin Naa ho toa bila Chaand dekhe bhi ye DuAa padhna durast hai)
ALLAHumma Ahillahu Alayna bil Amni wal Imaani WasSalaamati wal Islaami Rabbi wa Rabbu-kALLAHu Hilaa-la Rushdiw wa Khayrin.
Mafhumi Tarjama : ya ALLAH..is Chaand ko humpar Amno-Amaan, Salaamati aur Islaam ke saath Tulu farmaa. aye Chaand...Tera aur Mera Rabb ek hi hai. aye ALLAH...(humarey liye) ye Hidaayat aur bhalaai wala Chaand ho. (aameen)
Note : ye Mafhumi Tarjama hai, Lafzi ya Word By Word Tarjama Ulma/Adeeb se maAlum kijiye.
Chaandraat ki DuAa
Etwaar/Sunday 29 January 2017 ko
in sha ALLAH ChaandRaat hai,
(Chaand dekhna mumkin Naa ho toa bila Chaand dekhe bhi ye DuAa padhna durast hai)
ALLAHumma Ahillahu Alayna bil Amni wal Imaani WasSalaamati wal Islaami Rabbi wa Rabbu-kALLAHu Hilaa-la Rushdiw wa Khayrin.
Mafhumi Tarjama : ya ALLAH..is Chaand ko humpar Amno-Amaan, Salaamati aur Islaam ke saath Tulu farmaa. aye Chaand...Tera aur Mera Rabb ek hi hai. aye ALLAH...(humarey liye) ye Hidaayat aur bhalaai wala Chaand ho. (aameen)
Note : ye Mafhumi Tarjama hai, Lafzi ya Word By Word Tarjama Ulma/Adeeb se maAlum kijiye.

Comments
Post a Comment