Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 360_MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 349
AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db
Avlaad ko DeenDaar banana bhee
Huquq ul Ibaad kee Adaaygee hai !!
Jis tarah Avlaad kee Dunyaa Banana Huquq ul Ibaad kee Adaygee hai uusee tarah Avlaad ko DeenDaar banana bhee Huquq ul Ibaad kee Adaaygee hai !!
Biwee-Bachchoo ko Aakho kee Thandak Banaaney kee aur Muttaqee bananey kee QurAan kee DuAa
Rabbana Hablana min Azwaajina wa Zuriyyatina
Qurrata A'yuniw waj'alna Lil-Muttaqina Imaamaa...
Mafhumi Tarjama :
aye hamarey Rabb...ham ko hamaari Biwiyo (ya ek biwi) aur Awlaado ki taraf se Aankho ki Thandak* ata Farma aur hamey Muttaqeeo (ALLAH se Darney wale, Zaaheeri-Baateenee Jhuth aur Chhotey Gunaaho se bhi bachney wale) Ka Imaam (Raahbar/Guide) Bana...
* yaani Awlaad Nek ho taakey uuskey har Deenee-Dunyaawee kaamo se MaaBaap ko Itminaan naseeb ho.
Nukta
Aaj ke Log Muttaqeeo ke Imaam zarur banna chahtey hai magar khud Muttaqee banna Nahin chaahtey aur Saath Saath Muttaqeeo ko Haqeer bhi Samajhtey hai :-)

----------------------------------
RaDd e MudDaaee: Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raaey hai...
Disclaimer : Every effort has been taken to transcript the intact data from Audio of the Sabaq, and framing it in a Electronic Image of the Pamphlet, but further more it is recommended to listen the Audio of the particular Sabaq before or after acquiring scholarship by this Pamphlet..

Comments
Post a Comment