Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 346_MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 335
AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db
Real Jaaanuuu
Maa ka Martabaa
Allamaah Ibn e Qayyeem rh kahee se guzar rahey thea, uunhone dekha ke...Ek Maa ne Apney Bachchey ko Ghar se Nikaal diya lekin jab Bachchey ne MuAafee maang lee toa Maa ne Favran Bachchey ko MuAaf kar diya....
Insaan Jitna Badaa, MaalDaar, Nek, KhubSurat, Jaankaar, Tajrubekaar, MashHuur hota hai uutna hee wo Apney se kamtar logon ko Haqeer Samajhta hai....
Dunya mein BeHisaab aisey Qissey ho chuke hai ke Ek Insaan ne Dusrey Insaan kee maamulee Ghaltee par Badee se Badee Sazaa dee hai...Hamesh ke liye Talluq Khatam kar diya hai....Talaaq/Khulaa ho chuka hai...uuska Chehra kabhee Naheen dekhne ka Faislaah kiya hai...yaha Miley ho, Uupar mat Milna aisey Dialogues bole hai....
Lekin..........!!
ALLAH har Aetebaar se A'ala Bada hone ke Baawajud uusney Burey se Burey Insaan se Apna Taaluq Naheen Tooda, Naahee uusey MuAaf karne se Inkaar kiya....!!!!!!
ALLAH ke Baad sirf Maa hee Aisee Hastee hai jo Kabhee Apney Burey se Burey Bachchey se Hamesh ke liye Talluq Khatam naheen kartee, uusey MuAaf karne hardum Tayyaar rahtee hai....Kabhee Badee Sazaa Naheen detee !!
esee liye Maa ka Martaba sabse Bada hai...
Nukta....Point...
Jaaanuuu ye No. 1 BedRoom term hai, magar Haqeeqat mein har Insaan ke liye uuskee Maa hee uuskee Real Jaaanuuu hotee hai kyuke sirf aur sirf Maa hee Bachchey ke liye Apnee Jaan Qurbaan kartee hai !!

----------------------------------
RaDd e MudDaaee: Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raaey hai...
Disclaimer : Every effort has been taken to transcript the intact data from Audio of the Sabaq, and framing it in a Electronic Image of the Pamphlet, but further more it is recommended to listen the Audio of the particular Sabaq before or after acquiring scholarship by this Pamphlet..

Comments
Post a Comment