Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 341_MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 330
AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db
Hazrat Sayyeedaah Maa Aisha Siddiquaah razi. ka Ajeeb o Ghareeb Qissa
Hazrat Sayyeedaah Maa Aisha Siddiquaah razi. ne Ek Khaatoon ko Teen Khajurey dee, Khatoon ne Apnee 2 Bachcheeyon ko Ek Ek Khajur dee aur phir khud baaqee Khajur Khaaney ke badley Intezaar karne lagee...Jab dono Bachcheeyon ne Apney Hisse kee Ek Ek Khajur khaa lee toa Maa ne Apney Hissey kee Khajur ke 2 Hissey kiye aur donono mein baat diye...ye Manzar dekhkar Hazrat Sayyeedaah Maa Aisha Siddiquaah razi. ko bahoot Khushee huee....
Soocha Kabhee ???
MaaBaap aksar Apney Hissey kee Cheez Apnee Avlaad ko dekar khush hotey hai....
Kya Aapney Kabhee Apney Hissey kee koi Cheez Apney Maa- Baap ko dee hai ??
Aisaa Amal karney waalee Avlaad par Karoodo Salaam............
----------------------------------

RaDd e MudDaaee: Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raaey hai...
Disclaimer : Every effort has been taken to transcript the intact data from Audio of the Sabaq, and framing it in a Electronic Image of the Pamphlet, but further more it is recommended to listen the Audio of the particular Sabaq before or after acquiring scholarship by this Pamphlet..

Comments
Post a Comment