Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 332_MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 321
AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db
Jannat ke KhareeDaar
Cheezon ka Dukaandaar ya Jannat ka SaudaaGar ??
Dukaan mein Ek Shakhs ne Ek Cheez ka Sauda kiya tab Dukaandaar ne uunhe saamney wali Dukaan se wohi Cheez uusee Daam mein Khareedney kaha, wajeh Puchhney par ye Bataya ke Maine Aaj 6-7 Saudey kar liye hai lekin abhi tak Saamney ki Dukaan wale ne Ek bhi Saudaah Nahin kiya !!
Anjaana MahezBaan !!
Ek Dhaabe (Restaurant) mein Ek Musaafir (wayfarer) Khaana kha raha tha...dusra Ek Mukaamee (local) Shakhs bhee dusrey Table par Khaana kha raha tha...uusney Gaur se Musaafir ko 2-3 Martaba dekha...Musaafir sochney laga ke ye mujhe kiyu baar baar Gaur se Dekh raha hai?? Mukaamee Shakhs khana khakar chala gaya...jab Musaafir Counter par Payment ke liye aaya toa Cashier ne bataya ke humaarey ek regular customer ne aap ka Bill pay kar diya hai kyuke aap Musaafir ho es atebaar se humaarey Gaon ke Mahmaan ho....Musafir ne Mukaamee Shakhs ka naam puchhna chaaha toa bataya gaya ke uunhone apna Naam batane mana kiya hai kyuke ye Mahmaan Nawaazee uunhone huquq ul ibaad kee Adaaygee kee Garz se sirf ALLAH kee Riza ke liye kee hai...
PS / Ibarat Mazeed :
Aksar Restaurent mein Bachey hue Ghosht ke Saalan kee Baasee Booteeyaa ko dusrey din Qeemaa banaane mein Istemaal kiya jata hai aur agar Qeemaa bhee bach jaaye toa Shaam mein uusse Samosa banaya jata hai ??:-)
----------------------------------

RaDd e MudDaaee: Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raaey hai...
Disclaimer : Every effort has been taken to transcript the intact data from Audio of the Sabaq, and framing it in a Electronic Image of the Pamphlet, but further more it is recommended to listen the Audio of the particular Sabaq before or after acquiring scholarship by this Pamphlet..

Comments
Post a Comment