Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 297_MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 286
AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db
Haq Talfee Kee Aag
يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا قُوا أَنفُسَكُمْ وَأَهْلِيكُمْ نَارًا َ
Mafhumee Tarjama :
aye Imaan walon....Bachaaoo Apney Aap ko aur Apney Ghar walon ko (Dozakh) kee Aag se...
Tashreeh : Es Aayat mein Har Insaan ko Apney Ghar walon ko Aag ke Azaab se Bachaaney ka Hukm diya gaya hai....
Bukhaaree Shareef kee Hadees No.893 ke Mafhum ke Mutabiq har Mard Apnee Biwee (bachcho) ka Nigehbaan hai...yaanee Har Badey ko uunke Maatahat kee Nighraanee karna, uunkee Khabargiree karna, uunkee tAalim o Tarbiyat ka khayaal rakhna bhee Huquq ul Ibaad ka Aham Hissa aur Adaaygee hai, Agar aisaa Naheen kiya toa Roz e Qayaamat Har Badey kee Puchh hongee...
Nukta...Point...
Kisee ke Ghar mein jab Aag lag jaatee hai toa Insaan Apney Ghar walon ko Bachaaney Apnee Jaan kee bhee Parwaah Naheen karta lekin wohee Insaan Apney Ahl e Bayt yaanee Ghar walon ke liye koi bhee Fiqr Naheen karta ke Ghar waley Huquq ul Ibaad kee adaaygee kartey hai ya Naheen ?? !!

----------------------------------
RaDd e MudDaaee: Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raaey hai...
Disclaimer : Every effort has been taken to transcript the intact data from Audio of the Sabaq, and framing it in a Electronic Image of the Pamphlet, but further more it is recommended to listen the Audio of the particular Sabaq before or after acquiring scholarship by this Pamphlet..

Comments
Post a Comment