Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 303_MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 292
AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db
ShaadeeShudaa Miya-Biwee ka
Sharaab/Cigarette Naheen Peenaa aur
Guthkhaa/Tobacco Nahee Khaana bhee
Huquq ul Ibaad kee Adaygee hai !!
Gujishta kal Aaj Ka Sabaq mein Hazrat Mufti Asif Laapuri sb db ne ye Maslaah bataya tha ke Kisee KhalalAndaaz/Takleefdeh Marz se Namaazeeyon ko Khaalaaen/Takaaleef Naa Pahochey es Niyyat se Ghar mein hee Namaaz ada karne wale ko bhee Masjid mein Pehlee Saf mein Namaaz padhney ka Sawaab milta hai !!
Mafhum e aHaadees :
Jo Banda Kachchaa Piyaaz-Lasun khaaye aur Muh ko (kisee majburee kee wajeh se Miswaak ya ToothPaste/Manjan se) Saaf Naa karey toa uusko chaahiye ke wo phir (BadBudaar Muh kee halat mein) Masjid mein Naa aaye !!
Masleh :
* Kachchaa Lasun (galic) ya Kachchaa Piyaaz (Kaanda/onion) khaney se Muh se BadBu aatee hai esliye BadBu ko duur karney ke Baad hee JamaAt ke Waqt Masjid mein aana chahiye aur agar koi Majburee kee Wajeh se mumkin naa ho toa Ghar/Dukaan mein hee Namaaz Padhnee chaheeye !!
* Mazdooree ya Mechanical kaam karney walo ke Badan/Kapodey se Pasine/Chemical kee BadBu aatee hai...agar BadBu itnee Ziyaadaah ho ke Namaaziyon ko Takleef/Karahiyat Pahochey toa bhee uunhe JamAat ke Waqt Masjid mein Naheen aana chaahiye yaa aisaa Attar lagakar Masjid mein aaye jissey logon ko BadBu Naa aaye !!
Soocha Kabhee ??
Sharaab/Cigarette Piney wale ya Guthka/Tobacco Khaaney wale Shaadee Shudaa logon ko ye Sochna Chaahiye Hum BadBu wale Muh se Hamaree Biwee se Lissaanee BosaaBaazee (Lizard / Lingering kiss) kartey hai toa Biwee ko kitnee Takleef Pahochtee hongee ??
----------------------------------

RaDd e MudDaaee: Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raaey hai...
Disclaimer : Every effort has been taken to transcript the intact data from Audio of the Sabaq, and framing it in a Electronic Image of the Pamphlet, but further more it is recommended to listen the Audio of the particular Sabaq before or after acquiring scholarship by this Pamphlet..

Comments
Post a Comment