Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 214_MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 203
AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db
Ikhtelaaf se Bachney ke liye Bahes se Parhez kee
Kosheesh bhee Huquq ul Ibaad hai !!
Aaj Ka Sabaq mein Hazrat Mufti Asif Laapuri sb db ne Gujishta kal ye Mafhum e Hadees Batayee thee ke RasulALLAH صلی اللہ علیہ وسلم ne ye 3 Hukm Irshaad Farmaaye hai : Apney kisee (haqeeqee ya Deenee) Bhai (ya koi bhee Insaan) ke Saath : 1) Jhagda Naa karo !! 2) NaaMunaaseeb Mazaaq Naa karo !! 3) Aisaa Waada Naa karo jisey Pura Naa Kar sako !! Tashreeh Ye Teeno Kaam Aapas mein Ikhtelaaf Paidaah hone ka sabab hai aur Ikhtelaaf ka Paidaah hona bhee Huquq ul Ibaad kee Ibtidaa ka Sabab hai !!
Aage Padhiye...
Ikhtelaaf se Bachney ke liye Bahes se Parhez kee Kosheesh bhee Huquq ul Ibaad hai kyuke Bahes chahe Deenee ho ya Dunyaawee, Bahes se kuchh Faaydaah haasil Naheen hota lekin Bahes se Badey se Badey Gunaah hone ka Andesha hai !!
Nukta...Point...
Musalmaano mein jo jo Jhagde hai uun mein Sabse Ziyaadaah Nuqsaan Fuzul Bahes kee wajeh se hua hai....
----------------------------------

RaDd e MudDaaee: Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raaey hai...
Disclaimer : Every effort has been taken to transcript the intact data from Audio of the Sabaq, and framing it in a Electronic Image of the Pamphlet, but further more it is recommended to listen the Audio of the particular Sabaq before or after acquiring scholarship by this Pamphlet..

Comments
Post a Comment