No.1 Website for Aaj ka Sabaq | AAJ KA SABAQ No. MAL-AKS-97 | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 85
AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db
Es Hadees ke Mutabiq Apna Mind-Set kar lo !!
kal Aaj Ka Sabaq mein Hazrat Mufti Asif Laajpuri sb db ne bataya tha ke kisi ko Dhakka dekar Shaikh e Kaamil ya Aalim se Musaafaa karna ya Dhakka dekar Haj'r e Aswad ko Chumna Haraam hai kyuki kisi ko bhi Adna Darje ki Takleef deney se Khudko Bachaana Farz hai aur Aalim se Musaafa karna ya Haj'r e Aswad ko Chuumna Sunnat hai aur Sunnat ya Nafil Amal ekhtiyaar karne ke liye Farz ko Nazar Andaaz Nahin kiya jaa sakta !!

Ab aage padhiye...
Huquq ul Ibaad series ke pichhley aSbaaq mein Hazrat AbuHurairaah razi. ko RasulALLAH صلی اللہ علیہ وسلم ne jo 5 Aham Baat batayee thee jiski 4 thee baat ye hai ke Dusro ke liye wohi Baat Pasand karo jo Tum Apney liye Pasand kartey ho !!
es Hadees ke Mutabiq agar Hum Apna Mind-set kar le toa Saarey Masleh Hal ho saktey hai jaisey :-
• Ham ye Pasand Nahin kartey ke Dusra koi Hamey Dhokha de toa Humey bhi dusro ko Dhokha deney se Apney Aap ko Bachaana Chaaheeye...
• Ham ye Pasand Nahin kartey ke Dusra koi Ham se Jhuth Bole toa Humey bhi dusro se Sach hi bolna Chaaheeye...
• Ham ye Pasand Nahin kartey ke koi Taajir Hamey Milaawat wala Maal bechey ya Aeb Bataye bagair Aebdaar Maal bechey toa hamey bhi Milaawat se aur Aebdaar Maal Aeb Bataaye bagair Bechney se Apney Aap ko Bachaana Chaaheeye...
• Ham ye Pasand Nahin kartey ke Dusra koi Hamaree Haq Talfee karey toa Humey bhi Logon ke Mukammal Haq ki adaaygee karnee Chaaheeye...
• Ham ye Pasand Nahin kartey ke Hamari Beti ko uuska Shohar Sataye toa Hamey bhi Hamaari Biwi aur Bahu ko Sataaney se Apney Aap ko Bachaana Chaaheeye...
• Ham ye Pasand Nahin kartey ke Dusra koi Hamaari MaaBetiyo ke Saath Zeenaa karey toa Humey Zeenaa jaisey Kabeera Gunaah se Bachna chaahiyee...
• Koi Humey Gaali de ye Humey Pasand Nahin toa Humey bhi Gaali deney se Bachna Chaaahiye...
•Point...Nukta...•
Har Insaan Apna Haq maang Raha hai, uusey Dusro ke Haq ada karney ki Fiqr Nahin...agar Har Insaan Haq maangney ki bajaay Haq Ada karney ki Fiqr karey toa kisiko Apna Haq Maangney ki Nobat Nahin aayengee...
-----------------------------------
Huquq ul Ibaad series ke pichhley aSbaaq mein Hazrat AbuHurairaah razi. ko RasulALLAH صلی اللہ علیہ وسلم ne jo 5 Aham Baat batayee thee jiski 4 thee baat ye hai ke Dusro ke liye wohi Baat Pasand karo jo Tum Apney liye Pasand kartey ho !!
es Hadees ke Mutabiq agar Hum Apna Mind-set kar le toa Saarey Masleh Hal ho saktey hai jaisey :-
• Ham ye Pasand Nahin kartey ke Dusra koi Hamey Dhokha de toa Humey bhi dusro ko Dhokha deney se Apney Aap ko Bachaana Chaaheeye...
• Ham ye Pasand Nahin kartey ke Dusra koi Ham se Jhuth Bole toa Humey bhi dusro se Sach hi bolna Chaaheeye...
• Ham ye Pasand Nahin kartey ke koi Taajir Hamey Milaawat wala Maal bechey ya Aeb Bataye bagair Aebdaar Maal bechey toa hamey bhi Milaawat se aur Aebdaar Maal Aeb Bataaye bagair Bechney se Apney Aap ko Bachaana Chaaheeye...
• Ham ye Pasand Nahin kartey ke Dusra koi Hamaree Haq Talfee karey toa Humey bhi Logon ke Mukammal Haq ki adaaygee karnee Chaaheeye...
• Ham ye Pasand Nahin kartey ke Hamari Beti ko uuska Shohar Sataye toa Hamey bhi Hamaari Biwi aur Bahu ko Sataaney se Apney Aap ko Bachaana Chaaheeye...
• Ham ye Pasand Nahin kartey ke Dusra koi Hamaari MaaBetiyo ke Saath Zeenaa karey toa Humey Zeenaa jaisey Kabeera Gunaah se Bachna chaahiyee...
• Koi Humey Gaali de ye Humey Pasand Nahin toa Humey bhi Gaali deney se Bachna Chaaahiye...
•Point...Nukta...•
RaDd e MudDaaee: Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raaey hai...
Disclaimer : Every effort has been taken to transcript the intact data from Audio of the Sabaq, and framing it in a Electronic Image of the Pamphlet, but further more it is recommended to listen the Audio of the particular Sabaq before or after acquiring scholarship by this Pamphlet..

Comments
Post a Comment