AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db
ALLAH ko Namaaz-Rozah-Sadaqaah se bhi Ziyaadaah Pasand logon mein
Sulaah karana hai !!
Sulaah karana hai !!
إِنَّمَا الْمُؤْمِنُونَ إِخْوَةٌ فَأَصْلِحُوا بَيْنَ أَخَوَيْكُمْ وَاتَّقُوا اللَّهَ لَعَلَّكُمْ تُرْحَمُونَ
Mafhumi Tarjuma : (Tamaam) Mua'meen (aur har Insaan) Aapas mein Bhai (bhai) hai, agar (do insaano mein koi ladaai, ranjish ho gayee ho toa) Sulaah kar do Apne do Bhaiyyo (insaano) mein aur ( sulaah karane mein naa insaafi karne se) Daro ALLAH se taake Tum par Raham kiya jaaye..
Mafhum e Hadees ke Mutabiq Do Insaano mein Sulaah karana Namaaz-rozah-Sadaqaah se bhi Afzal Amal hai !!
kal Aaj Ka Sabaq mein Hazrat Mufti Asif Laajpuri sb db ne bataya tha ke Aapas mein Ladaai-Jhagda-khichai-Tanaav-Ranjish-Bahaami NafratoAdaawat wagairaah ALLAH ko bahoot NaaPasand hai !!

. Nukta .
Insaan ke Baateen (inner) ko Sabse Ziyaadaah Tabaah-Khokhla karne wala Gunaah Aapas mein Ladaai-Jhaghda karna aur Ek Dusre se BugzoAdaawat rakhna hai !!DiL mein Bugz-Adaawat-Nafrat-Keena Rakhnewala Kabhi Insaaf par Qaayam Nahin rah sakta !!
RaDd e MudDaaee: Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raaey hai...
Disclaimer : Every effort has been taken to transcript the intact data from Audio of the Sabaq, and framing it in a Electronic Image of the Pamphlet, but further more it is recommended to listen the Audio of the particular Sabaq before or after acquiring scholarship by this Pamphlet..

Comments
Post a Comment