Skip to main content

Posts

Showing posts from June 22, 2025

Hazrat Mufti Asif Lajpuri Saahib دامتبرکاتPresents SpeciaL Aaj Ka Sabaq WED. JULY '25 se shuru Ayyaam e Beez ke3️⃣Rozeh (9-10-11 July'2025 ko) Rakhkar Ek Gaayab-Lupt-Vanished-Disappeared Sunnat ko Zindaah karke 1️⃣0️⃣0️⃣ Shaheedo kaa Sawaab haasiL kijiye...saath hee een 3️⃣ SunnatRozoh mein JumuAahRaat kaa SunnatRozah ShaamiL hein.

Download  Audio SPECIAL AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAJPURI sb db Maah e Muharram uL Haraam 1448 Ayyaam e Beez ke 3 Sunnat Rozeh   Baroz WED.-THU.-FRI. 9-10-11  JULY '2025   ko Ayyaam e Beez ke 3 SunnatRozeh hein jismein JumuAahRaat kaa SunnatRozah bhee ShaameeL hein. * Nasaaee Shareef kee Hadees No. 2410 ke Mutabiq Har Mahiney Teen Rozeh rakhna Umar par Rozaah Rakhney Jaisaa hai !! * Hakim ul Uummat-Mujaddeed e Millat Hazrat Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh  ki Kitaab  Beheshti Zevar Safha Number 137 ke mutabiq ye Teen Rozho ka Sawaab Ek Saal ke Rozeh ke Barabur hai !! https://www.aajkasabaq.com/2019/06/no_0.html?m=1 Aaj ka Sabaq aajkasabaq.com