Skip to main content

Posts

Hazrat Mufti Asif Lajpuri Saahib دامتبرکاتPresents SpeciaL Aaj Ka Sabaq WED. JULY '25 se shuru Ayyaam e Beez ke3️⃣Rozeh (9-10-11 July'2025 ko) Rakhkar Ek Gaayab-Lupt-Vanished-Disappeared Sunnat ko Zindaah karke 1️⃣0️⃣0️⃣ Shaheedo kaa Sawaab haasiL kijiye...saath hee een 3️⃣ SunnatRozoh mein JumuAahRaat kaa SunnatRozah ShaamiL hein.

Download  Audio SPECIAL AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAJPURI sb db Maah e Muharram uL Haraam 1448 Ayyaam e Beez ke 3 Sunnat Rozeh   Baroz WED.-THU.-FRI. 9-10-11  JULY '2025   ko Ayyaam e Beez ke 3 SunnatRozeh hein jismein JumuAahRaat kaa SunnatRozah bhee ShaameeL hein. * Nasaaee Shareef kee Hadees No. 2410 ke Mutabiq Har Mahiney Teen Rozeh rakhna Umar par Rozaah Rakhney Jaisaa hai !! * Hakim ul Uummat-Mujaddeed e Millat Hazrat Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh  ki Kitaab  Beheshti Zevar Safha Number 137 ke mutabiq ye Teen Rozho ka Sawaab Ek Saal ke Rozeh ke Barabur hai !! https://www.aajkasabaq.com/2019/06/no_0.html?m=1 Aaj ka Sabaq aajkasabaq.com
Recent posts

Aaj ka Sabaq How to Search Aaj ka Sabq ? | Talaash kaise karey?

Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad  1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ●  Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...

Aaj ka Sabaq No. 511 Huquq ul Ibaad/Human Rights No. 500 Gujarat Samachar ke ek news article ke mutabiq Gujarat ke ek programe mein India ke Prime Minister Narendra Modi jee ne bhee kahaa thaa ke jab meine Mufti Asif Lajpuri Saahib kee Human Rights par kuchh Audios sunee tab mujhe pataa chala ke Islam ne Human Rights par aisey aisey Sabaq diye hein jiski misaal milna naamumkin hein.

 ees Uunwaan/Subject Huquq ul Ibaad/Human Rights ke 500 Audios aur Images hein. Download  Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db alhamduLILLAH Huquq ul Ibaad/Human Rights ke Aaj 500 aSbaaq/Lessons Mukammal hue hai Hazrat Mufti Asif Lajpuri sahib db ka aur Sabaq Sunney waley aur Logon ko Pahochaaney wale Tamaam Saatheeyo ka Ham Shukreeya kartey hai aur DuAa bhee kartey hai ke Hazrat Mufti Asif Lajpuri sahib db aur Tamaam saatheeyo ko ALLAH Dono Jaha mein Izzat, MaalDaaree aur Aafeeyat Naseeb karey...Aameen Nukta....Point.... 5 Minutes kee Average ke hisaab se Huquq ul Ibaad/Human Rights ke uunwaan par 2500 Minutes yaanee Hazrat Mufti Asif Lajpuri sahib db ne 41 Ghante/Hours ka Sabaq diya hai....Huquq ul Ibaad/Human Rights par Islaam ke Ilawaa koi bhee Mazhab/Dhram/Religion ne etnee Ziyaadaah Baatey Naheen bataayee hai aur Hazrat Mufti Asif Lajpuri sahib db ke ilaawaa Aaj ke Daur ke Kis...

Aaj ka Sabaq No. 701 Sirat un Nabee صلی اللہ علیہ وسلم (Life of Prophet Muhammed صلی اللہ علیہ وسلم) | Hissa/Part -01 sirat un Nabee ke total 300parts/hissey hein yaanee total 300 audios aur images hein

  Hazrat Mufti Asif Lajpuri Sahib db Ka  Aaj ka Sabaq No. 701 Sirat un Nabee  صلی اللہ علیہ وسلم (Life of Prophet Muhammed صلی اللہ علیہ وسلم)  | Hissa/Part   01 Download Audio

📢MaaLDaar Banooo💰Aaj ka Wazeefaa No.1 Halaal Rozi

Halaal Rozi ke liye AnmooL Wazeefaa Aaj ka Wazeefa No. 01 Download Audio Aaj ka Wazeefaa No.1 Halaal Rozi ke liye Hakeem ul Uummat- MujadDeed e Millat Hazrat Mavlana Shah AshrafAlee Thaanvee rh ke Peer o Mursheed, Sayyad ul Taaeefaa Hazrat Imaad uL LAAH Muhaajir e Makkeeh rh ka Bataya hua Mujarrab Anmool QurAanee Amal-Nuskhaah-Wazeefa Paabandi se Roz Subaah 70 Martaba Awwal Aakhir 3 + 3 Duruud Sharif  ke saath niche likhi Surah Shura (42) ki Ayaat No. 19 padhey,  Rozee ki Tangi se Najaat haasil hongi  inshaALLAH ... ALLAHu Lateefum bi i’Baa-di-hee Yarzuqu Mai Yasha-aa, Wa Huwal Qaviyyul Azeez.

📢AMIR BAN00💰Aaj ka Wazeefaa-2

Maaldaar banney ka Anmool Nuskhaah No.1 Website for Aaj ka Sabaq AAJ KA WAZEEFA NO. 02 Audio Download AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Maaldaar banney ka Anmool Nuskhaah  Kaarobaar (bussiness) mein Taraqqee (increment) aur Maaldaar (rich) bananey wala Anmool Duruud shareef  Rozaanaa 313/Ziyaadaah Martaba Padhiye : ALLAHumma Salli Alaa Muhammadin Abdika wa Rasuulika wa Salli Alal Mu’mineen wal Mu’minaat wal Muslimeen wal Muslimaat *Momin aur #Muslim : *Muamin = Imaan (belief) ki Tamaam Zaahiri aur Gayb ki Baaton ko DiLoDimaag se Qubuul karnewala Insaan. #Muslim  = Sunnaton ke Mutabiq Denee – Dunyaawee kaam karney wala Momin. Mafhumi Tarjama : aye ALLAH...Rahmat Naazeel Farma Muhammad (sal) par (jo Terey) Bande aur Rasul (hai) aur Rahmat Naazeel Farma (tamaam) Muamin* Mardo aur Muamin* Avrato par aur Muslim# Mardo aur Muslim# Avrato par. Notes : Ye Duruud Shareef ka Segaah, Rozana 313 Martaba Padhne ka Nuskhaah aur Kaarobaar mein Taraqqee/Maaldaari ki F...

aajkasabaq.com Hazrat Mufti Asif Lajpuri Saahib fKhudka Ghar Chaahiye? Duruud Aaj ka Wazeefaa No.3 har jumuAah zaruur padhiye...

Khud ka Makaan haaseel karne ka Anmool Wazeefaa No.3 Download Audio Real Estate EXCLUSIVE BENEFIT !! JumAa ke Din Asar aur Maghrib ke darmiyaan ye Duruud Shareef 1000 Martaba Padhiye, in sha ALLAH khudka Wasi aur Shaandaar Ghar Naseeb honga :  ALLAHumma Salli Alaa Muhammadinin-Nabiyyil  Ummiyyi wa a’laa aalihi wa sallim . (baaHawaala - ZareeAt ul Vus ul Ilaa JanaabirRasul-148) Notes : 1) 80 saal ke Gunaah MuAaf hone ki Fazilat wala jo Duruud Shareef JumAa ke Din Asar ke Baad Padhaa jaataa hai uus Duruud aur is Duruud mein sirf  'Tasleema' lafz ka hi Farq hai yaani is Duruud ki Aakhir mein 'Tasleema' lafz Nahin hai. 2) Bagair Tasleema wala ye Duruud 'ZareeAt ul Vus ul Ilaa JanaabirRasul' naam ki Kitaab mein hai, Hadees mein NAHIN hai. 3) Khudke Wasi aur Shaandaar Ghar Naseeb hone ki Fazilat  'ZareeAt ul Vus ul Ilaa JanaabirRasul' naam ki Kitaab mein hai, Hadees mein NAHIN hai. 4) ye Parchaa tayyaar karaaney waley ne kiraaye ke Ghar mein rahney waley  kuch...